40+ Math Paheli To Test Your Mathematical Skills | MindYourLogic Math Paheli


Yahaan hum lekar aaye hain 40+ Math Paheli. In paheli ko solve karna na keval fun hai, balki aapko bhi kuch naya sikhne ko milega. Ye Math paheli solve karke aapki maths skills strong hogi or aapko kafi maza bhi ayega. Yahan kuch paheli hard hai or kuch easy or sath hi har paheli ke answers diye huye hai. To kya aap taiyaar hain ye Math paheli challenge ke liye? 

math-paheli-to-test-your-math-skilss

1. Ek school mein 4 sections hain, har section mein 30 students hain. Batao, agar har student 2 pencils le leta hai, toh kitne pencils ki zarurat padegi? 

Answer:  240 pencils 

 

2. Ek saal mein 365 din hote hain. Batao, kitne hafte hote hain?  

Answer: 52 hafte 

 

3. Ek football match mein 22 players hote hain. Agar 4 players injured ho jaayein aur 3 aur subtitutes aayein, to batao, total kitne players match ke liye available honge

Answer:  21 players.

 

 

4. Main 8 se kam hoon, lekin 5 se zyada hoon. Main baayein haath ki ungliyon se bhi ek zyada hoon. Batao main kya hoon?  

Answer:  6.

 

5. Golu ki kitaab 42 pannon ki hai, jisme se usne 16 pannon ko padh liya hai. Ab Golu ko kitne aur panne padhna  hain? 

Answer: 26.

 

hindi paheliyan ad - 1

 

6. 5 mein 1 add karein, phir 5 mein 1 se minus karein. Phir dono se mile hua number ko Add karne par kaunsa number milega?  

Answer: 11, kyun ki 5 + 1 = 6 aur 5 x 1 = 5, phir 6 + 5 = 11 

 

7.  Ye G se start hokar H par khatam hota hai, Aur yeh numbers aur data ko represent karta hai? Kya hai ye? 

Answer: Graph. 

 

8. Is partern mein next number konsa hoga: 2, 3, 5, 8, 13…? 

Answer:  21.

 

9. Main do-digit number hun jo 20 se kam hai. Main bilkul beech mein hun 10 aur 20 ke beech. Main kaun hoon?

Answer: 15.

 

10. 382 or 264 ye numbers even hai ya odd?

Answer: Even.

 

hindi paheliyan ad - 2

 

11. Agar 7 Students 49 cookies ko share kar lein, toh har ek ko kitni milegi?

Answer: 7 cookies.

 

12. Is pattern mein next 3 Numbers kya honge? 18, 21, 24, 27, 30, 33, 36, ______________.

Answer: 39, 42, aur 45.

 

13. Agar is Number mein 8 add karein, toh aapko 57 milta hai. Yeh number konsa hai?

Answer: 49.

 

14.  Agar aap mujhe kisi aur number se add  karen, toh answer hamesha wahi hoga. Main kaunsa number hoon?

Answer: Zero.

 

hindi paheliyan ad - 3

 

15. Mere paas 4 barabar sides aur 4 barabar angles hain. Main kaun hoon?

Answer: Square.

 

16. Ek letter ka use karke 98 se 720 kaise mil sakta hai? 

Answer: Ninety" aur "eight" ke beech "x" add karke. Ninety x Eight = 720. 

 

17. 8 aur 9 ke beech aap kya daal sakte hain taki number 8 se or  9 se kam ho? 

Answer: Ek deshimal point use krege (8.9).

 

18. Tum 8 saal ke ho aur tumhare chacha 53 saal ke hai. Jab tum 23 saal ke ho jaoge, toh tumhare chacha kitne saal ke honge? 

Answer: 68. 

 

19. Agar aap ek cinema ghar pahunch gaye hain aur film ek ghante mein shuru ho rahi hai, toh aapko kitne minutes wait karna padega taaki aap use dekh saken? 

Answer: 60 minutes.

 

20. Kya lamba hai: 10 centimeters ya 10 inches? 

Answer: 10 inches.

 

21.  31, 33, 13, aur 103 mein se sabse chhota number kaunsa hai? 

Answer: 13 

 

22. Ek tokri mein 8 banana hain, jinme se 3 banana aapne le liye hain. Bataye aapke paas kitne kele bache hain?

Answer: 3 banana, kyun ki aapne tokri mein sirf 3 kele hi liye the.

 

23. Mummy aur papa ki chaar betiyan hain, aur har beti ka ek bhai hai. Parivaar mein kitne log hain?

Answer: 7 (4 betiyon ka ek bhai or mummy papa)

 

 

 

 

 

 


paheli blogs

aapke-buddhimani-ko-chunauti-dene-wali-10-mazedar-paheliyan-image
Anshul Khandelwal 2023-06-08

10 मनोरंजक पहेलियाँ | आपकी बुद्धि को चुनौती दें और बनाएं खेलने का एक अद्वितीय अनुभव

बुद्धिमानी को मजबूत करें और मनोरंजन से भरपूर रहें। हल करें ये 10 मनोहारी पहेलियाँ और जानें रचनात्मकत...

15-manoranjanak-paheliyan-apni-buddhi-ko-chunauti-dekar-rachnatmakta-ka-aanand-lein
Anshul Khandelwal 2023-06-08

15 मनोरंजक पहेलियाँ | अपनी बुद्धि को चुनौती देकर रचनात्मकता का आनंद लें

बुद्धि को मजबूत बनाएं और रचनात्मकता का आनंद लें इन 15 मनोहारी पहेलियों के माध्यम से। हल करें और अपनी...

20-mazedaar-hindi-paheliyan-chunaute-bhare-sawalon-ka-maza-lijiye
Anshul Khandelwal 2023-06-10

20 मजेदार हिंदी पहेलियाँ: चुनौती भरे सवालों का मजा लीजिए!

इस ब्लॉग पोस्ट में हम आपके लिए लेकर आए हैं 20 मजेदार हिंदी पहेलियाँ। इन पहेलियों को हल करके आप अपने ...

20-aasaan-hindi-paheliyanaur-uttar-hindi-paheliyan
Anshul Khandelwal 2023-06-14

20 आसान हिंदी पहेलियाँ और उत्तर || उत्तर के साथ 20 Hindi paheliya || हिंदी पहेलियाँ

यदि आप हिंदी में मजेदार पहेलियों के शौकीन हैं, तो इस ब्लॉग पोस्ट में आपके लिए हैं 20 आसान हिंदी पहेल...

20-chhoti-paheliyan-uttar-sahit-kya-aap-de-payenge-jawab
Anshul Khandelwal 2023-06-15

20 छोटी पहेलियाँ उत्तर सहित | Kya aap de payege jawab

इस ब्लॉग पोस्ट में आपको 20 छोटी पहेलियाँ उत्तर सहित मिलेंगी। इन पहेलियों को हल करके आप अपनी मनोदशक्त...